Ek Tarfa Lyrics is the latest Hindi song sung by Dhvani Bhanushali. Music of the song Ek Tarfa given by Gaurav Chatterji and Aditya Dev.
Song Details:
Song: Ek Tarfa
Singer: Dhvani Bhanushali
Music: Gaurav Chatterji and Aditya Dev
Lyrics: Sandeep Gaur
Label: Hitz Music
Ek Tarfa Lyrics
Ishq hai, tujhse hi
Pehla hi, aakhari
Tu yeh na samjha
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Tutke chaha, maine tujhko
Toda tune vaada
Tu kya jaane, pyaar kiya
Tujhko khud se zyaada
Kiya ikrar maine jab bhi
Kiya ikrar maine jab bhi
Tune kiya inkaar
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Sapna dekha, jab bhi maine
Har sapne me tu tha
Aankh mein meri aks tha tera
Tune na pehchana
Badle me tune diya
Badle me tune diya
In aankhon ko intezaar
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar
Ek tarfa re
Ek Tarfa Video Song