Main Aur Tu Lyrics By Gajendra Verma From His Album Flip, This is a Solo Track. Maiu Aur Tu Song Sung By Gajendra Verma, Music And Lyrics Also By Gajendra Verma.
Song Details:
Album : Flip
Singer : Gajendra Verma
Music : Gajendra Verma
Lyrics : Gajendra Verma
Main Aur Tu Lyrics
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chale
Kya ho gaya hai muze
Saath toh khona nahi
Mar jaaunga mai bhale
Pyaar hua hai mujhe
hey ya!
Kitne hi kaam mai taalta hun
Roz aata hoon milne tuze
Doston ko bhi mai taang dun
Chaahe kahin bhi bulaye muze
Itna bata de jaisa main karun
Feel hota hai kya wo tuze
Kya lagta hai tuzko ki
Duniya mei hai sirf main aur tu
Main aur tu..
Main jaanu na jaanu na
Bina tere kya karun
Ye berang si zindagi hai meri
Rang bolo kaise bharun
Kyun maanu na, maanu na
Jiyun ke mai ya marun
Kya ho gaya hai muze hey
yeah yeah
Kaise kaise ab guzarata hun raatein
Main yaad karke tuze
Aa jaaye dil ko sukoon phir se aaj
Bhar le baahon mei muze
O itna bata de jaisa mai karoon
Feel hota hai kya wo tuze
Kya lagta hai tuzko ki
Duniya mei hai sirf main aur tu
Yeah yeah
Main aur tu..
O main aur tu..
Eyeah eyeah
Mai aur tu
Yeh yeah yeah
Raaton ko sona nahi
Baatein subah tak chale
Kya ho gaya hai muze haan
O itna bata de jaisa mai karoon
Feel hota hai kya woh tuze
Kya lagta hai tuzko ki
Duniya mei hai sirf mai aur tu
Hey.. main aur tu..
Hey.. main aur tu..
Main aur tu